Saturday, May 17, 2008

Shyari Vol 28

Kaati hai ghum ki raat baray ehtram se

Aksar bujha chuke hain chiragon ko shaam se
Roshan hai apni bazm or is ehtimaam se

Kuch dil bhi jal rahay hain chiragon k naam se
Muddat hui hai khoon-e-tamanna kiiye magar

Ab tak tapak raha hai lahu dil k jaam se
Har saans per hai maut ka pehra laga hua

Ahista ay hayat guzar is maqaam se
Kaati tamaam umar fareb-e-bahar main

Kaante samet'te rahay phoolon k naam se
Ye aur baat hai k DUA ham ne use di awaaz us ne di

hai hamain har maqaam se

No comments: