Monday, May 19, 2008

Shayari VOL 44


masoom maohabbat ka bus itna sa fasana hai...

kagaz ki haveli hai aur barish ka zamana hai....

Kya shart-e-mohabbbat hai...kya shart-e-zamana hai...

Awaaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gana hai...

us par utarne ki umeed bahut kam hai...

kashti bhi purani hai...toofaa ko bhi ana hai...

Samjhe ya na samjhe woh andaaz mohabbat ke...

Ek shaks ko aankhon se ek shair sunana hai...

Bholi si ada koi fir ishq ki zid par hai...

fir aag ka darya hai aur doob kay jana hai

No comments: