Friday, May 16, 2008

Shyari VOL 26

Who is tarhaan dil apna sabnam mein bhigootay hain
Mohabbat karnay walle khobsurat loug hotay hain

Kissi nay jiss tarha apnay sitaroon ko sajaya hai
Ghazal kay raeshmi dhagoon mein yun moti parootay hain

Puranay mousmo kay naam yun hi mit'tay jatay hain
Kaheen pani kaheen shabnam, kaheen ansoo say dhotay jate hain

No comments: