pass hokar bhi tum itna door nikal gye, hm to bebas tumhe takte hi rh gye, samandr kitna bhi bda ho par pyas ni bujhata, bs itna samjhne me hume kayi baras lag gye
"zindagi me kisi k saath aisa na krna, jo dena ho dard to pyar na karna, bebassi me phoot k ansoo bahaye h mene,jo karna ho paraya to itne kareeb na krna.. itne kareeb na krna...."
5 comments:
wo kehte hain mene tujhe toot k chaha,
aye dost...
.
agar toot k chaha hota to...
mere bikharne ka andaza hota..
usne kaha " me tumhe zindagi k har mod pe milungi"
bs ye kehna bhool gyi...
.
.
.
.
" EK YAAD BANKAR"
pass hokar bhi tum itna door nikal gye,
hm to bebas tumhe takte hi rh gye,
samandr kitna bhi bda ho par pyas ni bujhata,
bs itna samjhne me hume kayi baras lag gye
"zindagi me kisi k saath aisa na krna,
jo dena ho dard to pyar na karna,
bebassi me phoot k ansoo bahaye h mene,jo karna ho paraya to itne kareeb na krna..
itne kareeb na krna...."
puri mehfil ne bjayi taali meri ek ek ghazal pr...
par ek tu hi tha...
jise mere "alfaaz" ki "siskiyan" tk yad h
Post a Comment